Wednesday, April 21, 2010

LOVE SMS

Kash aap aasman ke 1 sitara hote,
Sare falak me afsana hamara hota.
Dekha karte log aapko chahat bhari nigahon se,
Magar aapse baat karne ka haq sirf hamara hota.

*****

KABHI YAAD AYE TO AIK BAR KEHNA
KABHI AANSU BANKE IN AKHON SE BEHNA
DOST NAHI SAHI TO AJNABEE HI REHENA
PAR KABHI ALWIDA NA KEHNA.

*****

Na jaane tum pe itna yakin kyon hai?
Tera khayal bhi itna haseen kyon hai?
Suna hai Pyar ka dard meetha hota hai;
To aankh se nikla ye aansu namkeen kyon hai?

*****

Apka muskurana rooz ho
Kabhi chehra LOTUS to Kabhi ROSE ho
1000 pal khushi to 10000 pal mauj ho.
Bas aisa hi din apka har rooz ho.

*****


हर नज़र को एक नज़र की तलाश है,
हर चहरे मे कुछ तो एह्साह है!
आपसे दोस्ती हम यूं ही नही कर बैठे,
क्या करे हमारी पसंद ही कुछ "ख़ास" है!
चिरागों से अगर अँधेरा दूर होता,
तो चाँद की चाहत किसे होती!
कट सकती अगर अकेले जिन्दगी,
तो दोस्ती नाम की चीज़ ही न होती!
कभी किसी से जीकर ऐ जुदाई मत करना,
इस दोस्त से कभी रुसवाई मत करना!
कभी अगर दिल भर जाये तो संग अपने रुला लेना,
तनहा जी कर अपने इस दोस्त को इतने बड़ी सजा ना देना!
दोस्ती सची हो तो वक्त रुक जता है,
अस्मा लाख ऊँचा हो मगर झुक जता है!
दोस्ती मे दुनिया लाख बने रुकावट,
अगर दोस्त सचा हो तो खुदा भी झुक जता है!
दोस्ती वो एहसास है जो मिटती नही,
दोस्ती पर्वत है वोह,
जोह झुकता नही!
इसकी कीमत क्या है पूछो हमसे,
यह वो "अनमोल" मोती है जो बिकता नही!
सची है दोस्ती आजमा के देखो,
करके यकीं मुझपर मेरे पास आके देखो!
बदलता नही कभी सोना अपना रंग,
चाहे जितनी बार आग मे जला के देखो !

*****

Aasman ka chand teri bahon me ho

Tu jo chahe teri rahon me ho

Har wo khwab ho pura jo teri ankhon me ho

Khush Kismati ki har Lakir tere hathon me ho

*****


Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta,
Zeher Dushman se liya nahi ja sakta,
Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki
us ke bina jiya nahi ja sakta.
************ ********* ***
Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega
Door hone ke baad kaun kise yaad aayega
Jee lo ye pal jab humsath hai
kal ka kya pata, waqt kahan le jayega
************ ********* ***
ped se patte girte hai
udhanewala koi nahin
pyar toh sabhi kartain
lekin nibhanewala koi nahin
************ ********* ***
Taraste the jo milne ko kabhi,
Aaj wo kyon mere saaye se katrate hain...
Hum bhi wahi DIL bhi wahi,
Na jane kyon log badal jate hai....!!!!

*****


Jiti har bazi, to mashoor ho gaye,
aapse mile to aansu koso dur ho gaye,
bas aapki dosti ki badolat hi lagta he
ke hum kach se kohinur ho gaye.

*****

Friendship is sweet when its new,
sweeter when its true,
but sweetest when its u,
when God gave friends he tried 2 b fair!
when i got u,i got more than my share!!!!!!!!!!

*****

A special lunch 4 u,
in de hotel of my heart,
a boul of love,
a spoon of care,
in the pot of happiness,
dish is friendship,
pay the bill by missing me...............

*****


Nafrat apse koi kar nhi sakta,
apki dosti ka karz koi bhar nahi sakta,
dil k sabse karib he apki dosti,
apse pyar bhara dost koi ho nahi sakta...

*****
sitaro ki bhid se churaya hai tujhe, dil se apna dost banaya hai tujhe, is riste ko tutane na dena kyon ki is dil ke khas kone me chhipaya hai tujhe

Thursday, April 8, 2010

Waqt mile tab yaad karte ho
Mood ho tab baat karte ho.
Ek jamana tha jab aap har par msg kiya karte the
Ab to rajasthan ki baarish ki tarah yaad karte ho.

Sunday, April 4, 2010

Waqt badalta hai zindagi ke saat,
zindagi badalti hai waqt ke saath,
waqt nahi badlta apno ke saath,
bus apne badal jate hai waqt ke saath
Phool Se Kisi Ne poocha,

Tu Ne Sub Ko Khushbu Dee

Par Tujhe Kya Mila,

Phool Ne Kaha :

Dena Lena To Vyapaar Hai,

Jo Dekar Kuch Na Mange,

Woh Pyar Hai.
Dosti khiltay phoolon ki khushboo mai hai
Dosti halke suraj ki kirno me hai
Dosti har naye din ki umeed hai
Dosti khwab hai,dosti jeet hai
Dosti pyar hai,dosti geet hai
Dosti do jahano ka sangeet hai
Dosti har khushi,dosti zindagi hai
Dosti roshni hai, dosti bandagi hai
Dosti sang chalti hawaon me hai
Dosti in barasty ghataon me hai
Dosti doston ki wafaon me hai
Dosti dosti nibhane mein hai......
Ek Pyare se Dost ke liye Pyara sa tofa
ZINDAGI KI RAHON ME BAHUT SE YAR MILENGE
HUM KYA HUMSE BHI ACHHE HAZEER MILENGE
IN ACHHON KI BHID ME HAMEIN NA BHULA DENA
HUM KAHAN TUMHE BAAR-BAAR MILENGE